Sweet Poetry
Kaha Na Pyar Hai Tumse,
To Phir Kyon Zid Tumhari HaiKe Jab Bhi Milo Mujhse,
Yehi Ikraar Ho Lab Par,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Tumhe Malum Hai JaanaMohabbat To Mohabbat Hai,
Ye To Aankhon Mein Dikhti Hai,
Haseen Se Khwab Ki Soorat,
Ye To Ek Phool Sa Jazba Hai
,Ke Jisme Rang Bhi Aur Khushbuon Ka Sath Hota Hai,
Bahut Anmol Jazba Hai,
Ye Izhaar Ki Shiddat Ka Talib B Nai Hota,Bahut Chup Chap Jazba Hai,Dabe Paanv Hi Chala Ata Hai,Magar Jo Naksh Is Ke Hai Bahut Hi Gehre Hote Hai,Inhe Kehna Nahi Padta
,Lab To Khamosh Hote Hai Magar Izhaar Hai Hota,Kabhi Aankhon Ki Shokhi Se,Kabhi Baaton Ki Khusboo Se,Ye Jazbaa Chhup Nahi Paata,Ye Sab Batein Hai Mere Jaana,Tumhe Malum Hi To Hai,Tumhari Hi Kahi To Hai,To Phir Kyon Zid Se Yehi Izhaar Ho Lab Par,Mujhe Tumse Mohabbat Hai,Magar Tum Janti Ho Na Tumhari Baat Ko Jaana,Nahi Main Taal Sakta Hoon,Chalo Ikraar Karta Hoon,Mujhe Tumse Mohabbat Hai...
********************************
Wo kehta hai usay muj say payar nahi hai
Wo go her pal mery intazare main rehta hai
Wo go her pal mery sath rehta hai
Wo go apnay hataoon per mery naam ki mehndi legata hai
Wo go mery liay sanwarta hai khud ko
Wo jis nay mery sath k liay sub ka sath choor diya
Wo jis ke sansan mery liay chalti hain
Wo go mujay khud say zayada cahahta hai
Wo go khud say zayada mera khayal rakhta hai
Wo gis ke nazar her pal mujay talash kerti hain
Wo gis ke sansan yah soch ker ruknay lagti ha k ma kehi ja reha hoon
Wo gis ke ankhon mein sirf mery hi tasveer hai
Wo gis ke ankhon ma sirf mera hi sapna hai
Wo gis k labo pa sirf mera hi naam hai
Wo go khud ko mujay sonpna cahta hai
Wo go kehta ha mery Akhri sans bhi tumhary liay hai
Wo go yah chata hai hamsha mery banhoon mein reahy
Wo go meri kushi ko apni kushi ganta hai
Wo go mery dukh ko apna dukh manta hai
Main to janta hoon usay muj say payar hai
Mughr wo phir bhi yahi kehta hai
Usay muj say payar nahi hai
Na janay wo kyun kehta hai
Usay muj say payar nahi hai
********************************
Mohabbat Qaid Rakhti HaiMagar Is Qaid Main Reh KarJo Khushiyan Dil Ko Milti HainKahin Say Mil Nahi SaktinK Is Ki Narm ZanjeerainKabi Ghayal Nahi KartinMohabbat Aisi Manzil HaiK Jis K Saray Raston PayWafa Ka Dars Milta HaiNibah Ka Dars Milta HaiDilon Pay Raaj Karne KiAdaa Ka Dars Milta HaiYe Her Dil Ki Zrorat HaiMohabbat Khubsurat Hai……!!
************************************
-wahan Na Phool khilte hain Na hi Mosam Badalte hain-
Wahan to Kuch nahi hota jahan par TUM nahi hotay-
Yahan wesay to Her Soghaat asani say milti hay-
Par Mera DIL Nahi lagta Jahan par TUM nahi hotay-
Yahan to Log Sadiyon ko bhi Lamhon main Badalte hain-
Mera ik Pal Nahi kat'ta Jahan Par TUM nahi hotay-
Sabab Ronay ka WO Pochain to Qasid itna keh dena-Mujhay -Hasna- nahi Aata Jahan per -TUM- nahi hotay....!!
***************************************
Hawa kay hathon ki meherbaani se dar gaaye hainYeh phool khushboo ki raye gain se dar gaaye hainHumein bhi rukhsat ki rasam kuch tu nibahna thiTumhaari aankhon mein aaye paani se dar gaaye hainYeh teer jitney fizaa main aakar thair gaaye hainKisi parinday ki bay zubaani se dar gaaye hainInhein bhi dariya main apni kashti utarna thiJo log lehron ki sar giraani se dar gaaye hainYeh hum jo sheher-ewafa main gumsum kharay hue hainPhir ik taaza ghalat bayani se dar gaaye hainAbhi tu dil ko udaas karti nahiin hain shaameinAbhi se kyun ghum ki hukumraani se dar gaaye hainHumein bhi saahil pe geet likhna the seepiyon seMagar hawaon ki meherbaaniyon se dar gaaye hain
*******************************************
Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki HaiTerey Ehssaas Say Mohabbat Ki Hai
Tu Merey Pass Nahin Hai Phir BhiTeri Yaad Say Mohabbat Ki Hai
Kabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho GaMain Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki Hai
Jin Main Ho Sirf Teri Aur Meri BaatainMain Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki Hai
Aur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat SayMain Nay Un Jazbaat Say Mohabaat Ki HaiTujh Say Milna Tu Ab Khuwaab Sa Lagthai ???
Fatima ,Nay Terey Intezaar Say Mohabbat Ki Hai

Phoolon Ko Phool Pasand Hai
Dilo Ko Dil Pasand Hai
Shayro Ko Shaayri Pasand Hai
Kisi Ki Pasand Se Hame Kya
Hamko To Aapka Saath Pasand Hai
********************************
Dil K Aaeny Mein Tasveer Tumhari HaiYa Tasveer Hum Ko Jaan Sy Pyari HaiTum Sada Raho Aabad or KhushYa Tamna Aaj sy Humari HaiTum Sy Mil Kr Hi Seekhi Hai Muhabat Hum NyTum Ny He Ya Zindage Sanwari HaiTumari Saanso Sy Bundi BundiMere Jeewan Ki Doori HaiHumare Leay he RAB Ny YaSuraat Aasman Sy Utari HaiTere Milny Sy Mila Maqsad-e-Hiyat Muj KoAaj Tak To Zindage Hum Ny Raegaan Guzari Hai
******************************

*****************************
Agar koi dobara aitbaar ke kabil na rahay
Humain phir us se nafrat ho jati hai
Log kehtay hain zindagi ka koi aitbaar nahin
Phir bhi zindagi se mohabbat ho jati hai."
*******************************
"Khuch lafz aisay hotay hain jin se kisi ka khuch nahin jata aur kisi ka sub khuch chala jata hai."
************************************
Zindagi bhi hum se bara ajeeb imtihaan leti hai
Kabhi aisa sawal phuchti hai jis ka jawab hi nahin hota
Aur kabhi sawal phuch kar khud hi jawab de deti hai."
************************************
Mein Khud Hairaan Hoon Apny Sabar Ka Pehlu Dekh Kay,
Tum Ne Yaad Karna Chorr Diya,
Per Meine Intezaar Nahi Chorra !
**********************************
Teri Yaad ky Zakhm....... Jub Bhi Bherny Lagtey Hei'n,
Kisi Bahany Hum Tujhey Phir Yaad Kerny Lagtey Hei'n
***********************************
"Mujhe yaad hai us din jub barish badlon se juda hoi thi us ne mujh se roo kar kaha tha "Zindagi main mushkil ka samna tanha hi karna parta hai koi aap ka sath nahin deta. Is liye apne aap ko itna mazboot kar lo ke ghum main kisi ke sahare ki zazoorat na rahe, Kyoun keh..! Khizaan main darakht chahay kitna hi weyraan kyoun na ho, Bahar main Pattay nikal hi atay hain."
**************************************
"Kisi talaab mein chand ka aks aur kisi ke labon par hamare liye muskurahaton ka raqs aik jesa hota hai dono haseen lagte hain aur dono se humain aman aur sakon mehsos hota hai."
****************************************
"Kabhi kabhi khuch khushyan kisi ki zindagi main khuch youn bhi utarti hain jo puri nahin ho patien bas na'mukammal hi reh jati hain aur phir aisi hi khuch na'mukammal khushyan kisi mukammal ghum se kahin zayada takleef deti hain.

"Kabhi kabhi khuch khushyan kisi ki zindagi main khuch youn bhi utarti hain jo puri nahin ho patien bas na'mukammal hi reh jati hain aur phir aisi hi khuch na'mukammal khushyan kisi mukammal ghum se kahin zayada takleef deti hain
.
******************************************
"Agar sukhay paton ne yadon ki tarah phir se taza ho janay ki ada bhi seekhi hoti tou kabhi darakhton ke naseeb main werani na likhi hoti kyoun keh insan chahay tanha hi kyoun na ho... yadain tanhai main insan ka sahara bhi ban jati hain."

No comments:
Post a Comment